Palo ke dayre me uljha hua ye waqt hai
lehron ke dayre me sagar
rishto ke dayre me simte hue hum hai
ya hamare dayre me simte hue ye rishte
bandishon me jeene ki aadat ho gyi hai hume
band darwazon ke piche saans lena roz ki baat hai
khawhishon ka khoon bhi hum roz karte hai
kabhi khawihsh adhuri rehti hai
to kabhi na poori hone waali hoti hai
par in palo, lehron,rishto me hi to jeevan hai
en bandishon me bhi apnapan hai
khawhish bhale hi poori na ho
par bina khawhish ke jeena kya jeevan hai

best 1 ov d lot..
ReplyDeletehey didi
ReplyDeletethanku
:)