purani baatie yaad karte karte
meri kalam kuch aise chali
ki mai khud ke baare me hi likhne lagi
ab najane ye kalam aapko kya samjha payegi
ab najane ye kalam aapko kya samjha payegi
par haan mere baare me kuch na kuch keh jaeygi
""Kabhi socha na tha ki lyf yu badal jaaegi
dosto ki itni importance ho jayegi
kahan mai pehle tanha tanha rehti thi
logo se pange liya karti thi
kitna gussa karti thi
par ab sab kuch ho gya hai change
din raien bas dosto k beech me hi hai chain
ye itne sweeto cuto hai ki
ki inke begair kahi dil nhi lagta
tanhai jaise ho gyi hai kafur
ab pange lene ko bhi dil nhi karta
gussa jaise bhag gya hai hoke majboor
mana ki ye sab bahut bachkana hai
par kisne kaha ki mujhe bada hona hai"""
hihihi....
ReplyDeleteacchi poem h
padh ke apni masti ke din yaad aate h
pagalon waali mast karte h .....aur ummed h ki humesha karenge :)
haan pakka se karenge paaglon wali masti hamesha
ReplyDelete