Wednesday, April 30, 2008

zindagi...

waqt har waqt behta rehta hai
nadi har pal behti rahti hai
to kya hua jo hum thahar gye
zindagi hamesha chalti rehti hai
ek thahrav se sab kuch ruk nhi jaata
ek thokar se insaan mar nhi jaata
baat to khali soch ki hai
tabhi to patjhad me bhi kabhi sawan nhi aata

No comments:

Post a Comment